Main Marke Jina Nahi Chahata Hu
MAIN MARKE JINA NAHI CHAHATA HU
By
Amlan Basu
FADE IN
SCENE 1 – INT. - RESTAURANT – NIGHT
Mrinal aur Sima Restaurant me baithkar snacks kha rahe hain.
MRINAL
Kuch achha nahi chal raha mujhe. Koi ichha puri nahi ho raha hain,
mushibat ka bojh utha nahi pa raha hu.
SIMA
Socho mat. Dekho, abhi koi aakar tumko hath pakarkar ji9ban me
aage barne ka marg batayange.
Mrinal, Sima ke baye hatho ke upor hath rakhta hain.
MRINAL
To samajh lo tum kyo mere piche piche ghumte rahate ho.
SIMA
Ha main tumhare piche isliye ghumte rahata hu ki tumko upor najar
rakhna ke liye ki tum dusre ladkio ka sath mat chala jao.
MRINAL
Too Sima, tum ye bolna chahate hu ki main ek characterless admi
hu.
SIMA
Usse thoda jayada. Mujhe dar hain ki tum koi bhi khubsurat ladki
ke sath lapet jayoge.
MRINAL
Main tumko itna pyar karta hu darling aur tum mujhe aisa bol rahe
ho.
SIMA
Kitna pyar karte ho mujhe, main usse jyada payar korte hu tumko
isliye to tumko upor najardari kar raha hu tum kidhar bhatak nahi jao. Tumo
sahi raho pe lana mera kam hain janu.
Tab Mrinal khada ho jata hain
MRINAL
Ai chalo chalo. Pysa payment kar do.
SIMA
Khatam karo ye raj. Mujhe kitna din aisa bhugtna padega?
MRINAL
Jitna din tum naukri karogeutna din pyar se mera baat maan loge.
Sima usko daat nikalkar muha dekhata hain.
CUT TO
SCENE 2 - EXT. - SPORTS GROUND - DAY
Mrinal aur uske jigri dost Naresh jogging kar raha hain.
MRINAL
Mera baap mujhe bina kuch dekei mar gaya, lekin tera baap to mujhe bahut pyar karta hain.. Mera to ummid bar gaya. Lagta hain woh mujhe kuch dega, woh jaldi nahi marange.
NARESH
Aare mera baap to nikamma bankar muluk ja rahe hain kheti ka kaam karega bolke.
MRINAL
Mera nasib e khota hain, aage badkar piche hat jata hain. Mera shar farkar bhi nasib badal nahi sakta hu.
NARESH
Ek kaam kar Mrinal. Homlog dono milke kuch business kar sakta hain kya?
MRINAL
Kyo nahi. Ei to main chaha raha hu. Too tu kitna pysa lagayaegi Naresh?
NARESH
Too kitna lagana chahata hain. Barbari ka hissedar hoga homlog.
MRINAL
Aree main to mera hissa tere se udhar pe la lunga bolke socha hain.
NARESH
Main bhi to dusre se udhar le raha hu, to main tera kaise dunga?
MRINAL
Too mera hissa bhi usse le la. Karbar nahi jama to Homlog dono milkar kidhar to gayeb ho jayega.
NARESH
Mera jaan lena chahate ho kya? Woh aadmi mera ghar aakar dhamki dega.
MRINAL
Too samajh le jhamela khatam. Darke mare tera gharbala udhar chuka dega.
NARESH
Woh! Sab musibat main hi lunga. Too main hi khud business karung, tujhe partner banne ka jarurat kya?
CUT TO
SCENE 3 - EXT. - SEA BEACH - DAY
Mrinal aur Sima sea-beach me ghus raha hain. Mrinal ne skirt and Sima ne shirt-pant pahanke aaya hain. Logo ne tajjab se unlogoko dekhke hash raha hain.
MRINAL
Main aaj bahut khushi hu Sima kyo ki main apne marji se ji raha hu. Log kya bole usse mujhe kuch parwa nahi.
SIMA
Mujhe bhi ek hi baat kahana hain. Jine ke pahale logo ke gandhi soch ke liye kyo mar marke jiyunga ki aisa karo, aisa maat karo.
MRINAL
Main to jaan bujhkei aisa kiya. Aaj ka jamanai aisa hain, kuch hatke karo aur logo ka gossip bano.
SIMA
Dekho dekho, samne ka aadmi kuch bol raha hain.
Tab ek umar bala aadmi uske group me bol raha hain.
OLD PERSON
Jindegi me kitna type ka pagal hota hain malum nahi. Jo marji woh karte hain. Sharam bolke koi chis hote nahi hain.
MRINAL
Main to tumlogo jaisa logo ko khushi karne ke liye aaya hu. Kya samajh main nahi aaya.
Log bahut haste hain.
SIMA
Log hasne se homlogoko kuch jata nahi. Jindegi hain apne hisab se ji bharke jina ke liye.
OLD PERSON
Is cartoon logo ko samajhne ke liye jana to apna baqt barbad karna hain.
MRINAL
Cartoon hi hain homlog. Dil kholke haso, khush ho jao.
CUT TO
SCENE 4 - INT.-PARK-DAY
Mrinal aur Sima Park me baitha hain. Tab Ashim aate hain aur Mrinal ko bharkte hain. Tab Ashim aate hain aur Mrinal ko bharkate hain.
ASHIM
Kya baat hain tumlog idhar bathke kya kar rahe ho?
MRINAL
Homlog idhar baithke pyar kar raha hu, mohabbat ke bate kar raha hu. Tum homlogoke bich me kanta banke kyo aaya?
ASHIM
Ha, nikamma logokoi pyar korne ka time milte hain, humlogo ke nahi.
MRINAL
Faltu baat maat kar. Bari aaya homlogoke baqt barbaad korne ke liye.
ASHIM
Main to aaya Sima se milne ke liye.
MRINAL
Too mil le Sima ko eatraj nahi hoga to.
Edhar Sima ne uthkar jana chalu karta hain.
ASHIM
Sima tum ja rahe ho?
SIMA
Tumlogoke jhagra me main parega nahi. Bahut hua.
MRINAL
Chalo Sima, Main bhi chalta hu.
ASHIM
Kya hua Sima, mere se baat nahi karoge?
SIMA
Kyo Mrinal ko ulte sidhe jaban bolke bharak rahe ho? Iska kuch matlab hain kya. Tumko time pass karne koi moka nahi mila kya?
Ashim kuch uttar nahi deta hain.
FADE OUT
SCENE 5 - INT. - OFFICE - DAY
Mrinal ek office me kaam kar raha hain. Uske immediate boss ne use kuch kaam de raha hain.
NIKHIL
Mrinal tum mujhe ek jaruri hisab karke do.
MRINAL
Jarur sir.
NIKHIL
Tum naye ho,samajh me nahi aaya to Supriya se dekh lena.
MRINAL
Albat sir.
NIKHIL
Supriya, main Mrinal ko kuch kaam diya, usko thoda samjha dena.
Tab Mrinal Supriya ke pash jakar baithta hain.
Supriya usko computer me explain korta hain. Fir Mrinal ne koshis karta hain lekin apna hisab se karta hai. Thoda time baad Nikhil aate hain.
NIKHIL
Mrinal, kam khatam hua?
MRINAL
Yes sir.
NIKHIL
To dekhayo. Kya kar chuke hain.
Mrinal usko printout dete hain. Nikhil ne dekhkar hasta hain.
NIKHIL
Bahut jaldi itna bada kam kar diya.
MRINAL
Ha sir. Main kam ke bare me particular hu, galat bilkul nahi hone ko deta hain.
Nikhil chala jata hain.
Tab Mrinal ne Sima ko phone karte hain.
MRINAL
Hi my sweety, aaj main bahut khosh me hu. Ek account caculation barabar kar chuka hu.
SIMA
Ye to bahut achha baat hain. Mujhe to hamesha tumhare liye dar lagta hain ki tum sahi tarika se kam kar pa rahe ho ya nahi.
MRINAL
Tumhara ye soch ekdam galat sabit ho jayega Sima.
SIMA
Hoga to bahut achha, main bhi to ye hi chahata hu.
MRINAL
Oisai hoga. Aaj hom dono milke hasunga, khelunga, gaunga aur nachunga.
SIMA
Hai to bahut achha. Hamesha aisa hi khush rahana kyoki mujhe tumhara parwa hain.
Jab office chut raha tha tab Mrinal ko CEO ke cabin me bulaya jata hain. (Background voice)
Mrinal CEO ke cabin me ghusta hain.
CEO
Ayo Mrinal. Baitho.
Mrinal baithte hain.
CEO
Abhi bolo tumko irada kya hain? Kya karna chahate ho?
MRINAL
Achhe se kam korke VP banna chahata hu sir.
CEO
Jarur. Main ummid rakhta hu ki tum isma kamyaabi honga lekin hamaare company me nahi.
NIKHIL
Kyo sir, ye company me nahi hoga?
CEO
Tumhara jaisa kabil aadmi ko homlog rakh nahi sakta hu ki homlog tumko sahi tankha de nahi paunga.
NIKHIL
Sir, aplog jo denge usme main khushi hu. Mujhe aur kuch nahi chahiye.
CEO
Lekin homlog tumko rakh nahi sakta hain. Wish for good luck.
Mrinal cabin se nikalta hain aur office se bahar nikalta hain. Tab ekada staff piche se bol raha tha.
STAFFS
Kuch kam aata hain kya? Isko kon leke aaya. Hahahaha
NIKHIL
Kya hua mujhe kuch samajh me nahi aa raha hain.
SECURITY GUARD
Sir, aapko nikala gaya hain. Aap idhar kuch kam la layak nahi ho.
Mrinal kuch jabab nahi deta hain.
CUT TO
SCENE 6 - EXT. - STREET- EVENING
Mrinal nirash hokar Sima se milte hain. Mira ko thoda ajib laga.
SIMA
Kya hua Janu? Itna nirash kyo?
MRINAL
Aur kya bolu, mera job chala gaya.
SIMA
Woh, aisa baat. Tumko kam kidhar aata hain. Tumko sirf mujhse pyar karne ko aata hain.
Mrinal Simako jhutha marne ko jata hain.
SIMA (Haskar)
Maro, maro. Pahale tum mujhse sikha karo, baad me kuch kam me lago.
MRINAL
Majak choro. Main kuch dukhi nahi hu, sabkuch shake main bahut kuch sikha.
SIMA
To jindegi bhar sikhte raho. Kuch karke maat dekhao.
MRINAL
Kya karu. Koshis karne ke babajud bhi jindegi me kuch success nahi mila.
SIMA
Bahut kuch to bola tha ki aaj mere sath khub maja koroge lekin kuch nahi ho paya.
MRINAL
Tumhara naukri to sahi salamat chal raha hain, isliye main fir koshis kar sakte hu.
SIMA
Bhul jao sab. Abhi to kuch maja kore. Aaaj khtam, kalke liye socho Mrinal.
Mrinal kuch uttar nahi karta hain.
FADE OUT
SCENE 7 - INT. - TRAIN-DAY
Mrinal is travelling along with Naresh. Unlogoke baju me ek aadmi aur uske family baitha hua hain. Tab Mrinal ne unlogo ke sath apna introduce kar raha hain.
MRINAL
Sir, aap kidhar ja rahe ho? Aapko kidhar to dekha tha lag raha hain.
PASSENGER (Gents)
Main bhi to wohi soch raha hu apko pahale kabhi dekha hain, lekin bata nahi paa raha hu.
MRINAL
Isliye to main apko sath
dosti banana ke liye ek pyer me khada hu.
PASSENGER (Husband)
Sabdhan rahiye, kabhi ek
pyer se gir na jaye.
NARESH
Thik bola. Main to ek pyar se gir giya tha, islia do pyer leke aaya hu apke saharae lene ke liye.
PASSENGER (Wife)
Kya ulta sulta bol rahe ho, mujhe to sab shar ke upor se jaa raha hain.
NARESH
Madam, aap kripa karke, isab samajhne ki koshis bhi mat kijia. Main thoda le liya na?
MRINAL
To apko kidhar jana hain.
PASSENGER (Husband)
Yei samne.
MRINAL
Samne kidhar? Narak me kya?
PASSENGER(Wife)
Inlogo se muha mat lagao, tumhara baqt barbad ho jayega.
MRINAL
Nahi to, main to aaplogo se sachhi dosti banana chahata hu. Ankho ke tara jaisa, andheri ka ujala jaise.
PASSENGER (Husband)
Ekdom marte dam aplogo ke sath nahi chodunga. Jigri dost banange.
MRINAL
Kya baat hain, aapko bhi irada same hain. To fir deri kya shuru karna ke liye. Homlogo bhi aapko sath jaunga aap jidhar jaoge.
PASSENGER (Husband)
Albat chalia mera gaon me jidhar electricity, internet, water ka thoda problem hain. Main aaplogoko paying guest banake rakh dunga. Do paysa income to hoga.
MRINAL
Bahut ho giya. Homlog thoda masti kar liya. Aabhi kam ka baat karta hu. Apka naam kya hain?
ANIL
Mera naam Anil Dhar
MRINAL
Mera nam Mrinal Das aur mera friend ka nam hai Naresh Ghosh
ANIL
Wow! Bahut achha naam.
Tab Naresh ne Facebook account me Anil ke profile dekhta aur usko pata chalta hain ki Anil Bhagalpur ja raha hain. Tab Naresh ne Mrinal ko WhatsApp me message karta hain. Tab achanak Mrinal ne tabiyat kharab ka natak karta hain.
MRINAL
Ooo! Bahut pat dard ho raha hain. Main baith nahi sakta hu.
Tab Naresh ne usko birth pe lapet deta hain.
Mrinal ne tabiyat kharab ke liye aaowaj kar raha hain.
ANIL
To achanak kya ho giya Mrinal ko?
NARESH
Usko pahale sei Kidney ke bimari hain. Uske liye regular daba leta hain. Abhi main kya karega, mujhe kuch samajh me nahi aa raha hain.
ANIL
Aaplog kidhar utroge?
NARESH
Homlog Patna jayenge.
ANIL
Ham Bhagalpur utrenge.
Tobhi Naresh ek phone aata hain.
NARESH
Kya karu Ranjan? Kidhar utar jau?
RANJAN
Bhagalpur. Ashirbad Hospital.
NARESH
To Bhagalpur me utarkar jaldi jaldi Ashirbad Hospital leke jau. Kitna kharcha hoga?
RANJAN
Dash hajar.
Kamse kam Dash hajar rupiya lagega. Kaise ye rakam arrange karu. Mera pass to nahi hain. Lekin ye Mrinal ke jindegi mat ka sawal hain.
Tab Naresh ne phone rakhta hain.
ANIL
Ashirbad hospital me admit hona hain?
NARESH
Ha. Lekin Dash hajar rupiya lagega. Kidhar se layega? Homlogoke pass to nahi hain.
ANIL
Kuch pareshan mat ho. Main tumko kuch madat karta hu.
NARESH
Wow! Aaap denge. Main to aapke upor jindegi bhar abhari rahunga.
ANIL
Tumhare pass Google Pay ya Phone Pay hain. To main abhi bhejta hu.
NARESH
Hain ji.
Anil ne Mrinal ke Google Pay me pondrah hajar rupia bheja.
NARESH
Mila hain. Aaap to pondrah hajar rupia bheja.
ANIL
Ha main thoda jyada bheja. Tumlogoko kam pe lagega. Baad me fursat me mujhe pysa bapas karna. Main tumlogoko pura bishwas kar raha hu.
Naresh ne thoda sankat me padta hain. Mrinal ne thoda ankhe kholke alag tarike se awaj karte rahate rahate.
ANIL
Usko bahut problem ho raha hain. Thoda samalo usko. Aur ek baat tumlogoke address mujhe message karna.
Naresh ne Kolkata ka ek jhutha address deta hain.
NARESH
Appke paysa kich din baad sahi salamat mil jayega.
Sab Bhagalpur utarta hain. Dono ne dono ko wish karta hain.
MRINAL
Aapne ek ajnabi admi hokar hamara bura samay me jo sahara diya, woh homlog kabhi nahi bhulunga.
ANIL
Aplogoke idhar kuch jarurat pare to mujhe jarur bulieya.
MRINAL
Thank you very much sir.
Naresh ne Taxi pakarte hain aur Ashirbad Hospital ke liye.
CUT TO
SCENE 8- INT. - HOTEL - NIGHT
Mrinal aur Naresh ne baithkar TV dekh raha hain. Tab Anil ka phone aata hain. Naresh phone uthate hain.
NARESH
Anilji, Mrinal ko treatment karke Hospital se chod diya aur homlog idhar se nikal giya. Apke help ke liye bahut bahut sukriya.
ANIL
Wow! Achha baat hain. Lekin doctor itna jaldi usko release kiya.
NARESH
Ha, sab thik thak hua.
ANIL
OK. God Bless.
NARESH
All the best.
Naresh phone rakhta ta.
NARESH
Abhi homlogo koidhar se bhagna padega. Anil ko pata chal jayega to homlogo ko chorega nahi, Police ke pass leke jayega.
MRINAL
Ha to cholo. ek kam kar tu chupchap bag lekar hotel ke piche ka door se nikal ja aur main thoda baad main samne se nikalta hu. Unlog sandeho nahi karega.
NARESH
Thoda sabdhan hokar karna parega, nahi to hotel bala homlogoko pakar lega.
Tab unlogo ne chupchap hotel se bahar nikalke aaya aur auto pakarke Bhagalpur station jane ke liye bare. uske baad char din gujar gaya.
SCENE 9- INT. - MALL - DAY
Mrinal, Naresh aur Sima ek Mall ke lobby me baitha hua hain. Tab Anil ka phone aaya. Mrinal ne phone uthaya usme Satish Singh ke nam display ho raha hain.
MRINAL
Hello!
ANIL
Jhutha, fareb, dhokebaj. Mujhe burbak banaya hain. Main hospital me jakar pata kiya. Sab galat hain.Tumlog hamara imandari ka aisa kirdari nibhaya. Mera ankhe pe dhul jhoka. Lekin maine kasam khaya hain tumlog jidhar bhi chupke raho, main tumko dhunke nikalunga aur saja dunga.
Mrinal ne turant awaj badal liya.
MRINAL
Tum kisse baat karna chahate ho? Kon bol rahe ho? Mujhe kyo bol rahe ho?
ANIL
Abhi to tu mujhe pahachan bhi nahi payega. Main tera baat yekin karke bahut bhul kiya. Main tera jaisa lutere ko sabak sikhayunga aur tumlogo konange hatho pakrunga.
Tab Mrinal ne phone kaat deta hain.
SIMA
Kaun phone kiya tha?
MRINAL
Aare ek anjan admi mera time barbad kar raha tha. Hahahaha!
SIMA
To chardin bahar tha. Kuch hua kya?
MRINAL
Mera jine ka sab darwaja bandh kar diya to kaise jiyunga.Accha baqt kabhi nahi aata hain.
SIMA
Main bhi aisa mar marke jina nahi chahata hu.
FADE OUT
SCENE 10 - EXT. - STREET - DAY
Mrinal aur Naresh baat kar raha hain.
MRINAL
Baat bahut bigar giya aur hamara bhanda fore giya. Kya kar sakta hu homlog, iske alaba homlogoko kuch chara nahi tha.
NARESH
Jine ke liye paysa to chahiye. Koi to homlogoko ke pass aakar paysa dekar ahasan nahi kar raha hain.
MRINAL
Ehi to baat hain. Mujhe apne ko chalane liye tagad nahi to main kaise Sima ko sadhi korke uske jiban me roshni dalunga.
NARESH
Aadmi jo sochta aisa kabhi nahi hota hain. Lekin tu nirash hokar piche mat haat, tera jimmedari bahut kuch hain.
MRINAL
To kya karu main.
NARESH
Main soch raha hu koi perfect idea.
MRINAL
Mera shar me ek sahi idea khil raha hain. Maa mar gaya hai bolke dan lunga.
NARESH
Arre, ye to bahut achha idea. To deri kyo. Aaj sei shuru korte hain.
MRINAL
Jarur. Lekin homlog bhesh badalkar roj alag alag jayga me jaunga.
SCENE 11 - EXT. - FLAT - DAY
Dono ne ye kam chalu kar diya. Char din me unlogoko bish hajar rupiya, chawal, sabji, tel, ghi, kapra mila. Unlogo ne bahut josh se isab karna chalu kiya.
MRINAL
Mera idea kaisa hai Naresh. Sab khush. Tum, main aur Sima.
NARESH
Aisa homlog jyada din nahi karunga. Kuch accha khasha pysa jama kar lunga. Fir dusra kuch dekhunga.
MRlNAL
Wohi sahi hain. Jyada din karega to pakara jaunga. Hahaha.
Unlogo ne jan ek flat me jakar daan le raha tha. Tab Ashim ne unlogo ko dekh liya aur piche se unlogoke baat shun liya.
ASHIM (Self)
Mrinal ne Maa mar gaya hain bolke logo se chal se pysa dan le raha hain. Main inlogoke parda fansh korke Police ke hath me pakraunga. Main Sima ko usse bichar
Iske baad do hafta ho giya. Mrinal, Sima aur Naresh milkar party mana rahe hain.
MRINAL
Aaj mera bahut khushi ka din hain. Kuch bhi sahi nahi chal raha tha, jine ka maksad bhi khatam ho ja raha tha. Tab homlogo ne ye kam chalu kiya.
NARESH
Bahut kam samay me homlog kafi paysa kama liya.
SIMA
Lekin itna paysa kaise aaya tum logo ke pass? Kya kar rahe ho? Kuch bura kam nahi kar rahe to? Bolo na?
MRINAL
Tumko kuch. chinta korne ka jarurat nahi. Main tumko sukhi rakhna chahta hu.
Tab unlogo ne jab khane ke liye batha hain aur Mrinal ne whisky ke bottle open karke glass me dal raha hain. Tabhi Police aakar door knock korta hain. Sima ne darwaja kholta hain. Police ke hath pe gun lekar khada hain.
POLICE
Hands Up Mrinal.
MRINAL
Maine kya kiya? Kyo mujhe arrest kar rahe ho?
Tab Anil aur Ashim ghushta hain.
ANIL
Kya kiya nahi Mujhse dhokhabaji kiya.
ASHIM
Aur Maa mar gaya bolke logo ko babakuf banake pysa le raha hain balki uske Maa to bachpan me e nar gaya.
POLICE
Aur kuch shunna hain tumhare khilaf me? Homologo ke pass bahut aadmi hain. Ek baat yaad rakhna Police ko murkha banana itna asan nahi hain. Tumlog kidhar bhi chupo. Homlog tumko patal se bhi dhunke nikalunga.
Police aakar Mrinal aur Naresh ko greftar karta hain. Sima chupchaap dekhta raha, kuch awaj nahi kiya.
SIMA
Achha hua. Main swapne me socha nahi tha ki tumlog itna niche gir jayoga. Chi.... chi.
THE END
CHARACTER LIST
1. Mrinal
2. Sima
3. Naresh
4. Ashim
5. Anil
6. Anil's Wife
7. Anil's daughter
8. Nikhil
9. CEO
10.Security Guard
11. Old Man
12.Hotel Receptionist
13. Doner
SCENE LOCATION
1. Restaurant
2. Sports Ground
3. Sea Beach
4. Park
5. Office
6. Street
7. Train
8. Hotel
9. Mall
10. Street
11. Flat
Comments
Post a Comment